• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Teri Hi Shakl Ke but Hain Kai Tarashe Hue

Teri Hi Shakl Ke but Hain Kai Tarashe Hue

tiri hi shakl ke but hain ka.i tarashe hue

na puchh ka.aba-e-dil men bhi kya tamashe hue

hamari laash ko maidan-e-ishq men pahchan

bujhi hui si hain ankhen to dil ḳharashe hue

ba-vaqt-e-vasl koi baat bhi na ki ham ne

zaban thi sukhi hui honT irti.ashe hue

vo kaise baat ko tolenge aur bolenge

jo pal men tole hue aur pal men mashe hue

mazaq chhoḌ bata ye ki mujh se kya parda

tire nuqush hain saare mire talashe hue

main tere shahr se nikla tha ain us lamha

tire nikah pe taqsim jab batashe hue

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bhar Jaenge Jab zaKHm to Aaunga Dobara

Ghamgin Hain Dil-Figar Hain Mere Yahan Ke Log

abu-mohammad-sahar

Waqt Ghamnak Sawalon Mein Na Barbaad Karen

adil-mansuri

Bhul Kar Bhi Na Phir Malega Tu

haidar-ali-aatish

Hasrat-E-Jalwa-E-didar Liye Phirti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet