• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Teri Fuzul Bandagi Bana Na De KHuda Mujhe

Teri Fuzul Bandagi Bana Na De KHuda Mujhe

tiri fuzul bandagi bana na de ḳhuda mujhe

main kya huun aur tu samajh raha hai jaane kya mujhe

na tu nazar men hai kahin na dasht hai na shahr hai

ye kis ḳhala men khinch laa.e tere naqsh-e-pa mujhe

tu apna kaam kar guzar mujhe koi gila nahin

jo vaqt ne bana diya hava tujhe diya mujhe

tujhe hi sochte hue phir aaj so gaya huun main

guzar tira ho ḳhvab se to niind se jaga mujhe

vahan se dekhti hai kya hava-e-dast-e-mariya

zara mire qarib aa main ḳhaak huun uḌa mujhe

main jante hue bhi sab ḳharidta chala gaya

vo ashk bechta raha bata ke qahqaha mujhe

mile tamam log zindagi ki dhup-chhanv men

bas ek ‘imtiyaz’ hi kahin nahin mila mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sans Lete Hue Dar Lagta Hai

Chaman Chaman Kahin Aansu ghuTa ghuTa Kahin Aah

poet

Tabdiliyon Ki Rah Pe Chalne to De Mujhe

azra-abbas

Tum Hanste Kyun Ho

poet

Ho Ke Bas Insan Hairan Sar Pakad Kar Baith Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet