• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Teri dagar Ko Main Apni Nazar Mein Rakhti Hun

Teri dagar Ko Main Apni Nazar Mein Rakhti Hun

erum-zehra

tiri dagar ko main apni nazar men rakhti huun

hazar phuul tiri rahguzar men rakhti huun

main teri yaad ko anchal men bandh laai huun

tire khayal ko zad-e-safar men rakhti huun

tu ek pal bhi juda mujh se ho nahin sakta

main teri yaad ko sham-o-sahar men rakhti huun

miri vafaon ki garmi se tu bhi pighlega

ik aisa shoala main apne jigar men rakhti huun

mujhe daraega kaise ye paniyon ka mizaj

main apni kashti hamesha bhanvar men rakhti huun

talash karte ho tum mujh ko chand ke andar

main apne chehre ka partav qamar men rakhti huun

‘iram’ ne sheron se sab ko asiir aise kiya

ki jaise jaadu main apne hunar men rakhti huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Pahle Hota Agar Shuur Itna

poet

Na Suni Par Na Suni Usne Dil-E-Zar Ki Arz

Meri Zindagi Ho Tum

Dard Ko Ashk Banane Ki Zarurat Kya Thi

poet

Barson Ashkon Se Wuzu Ka Silsila Karte Rahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet