• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Teri Aankhon Mein Rang-E-Masti Hai

Teri Aankhon Mein Rang-E-Masti Hai

teri ankhon men rang-e-masti hai

haan mujhe etibar-e-hasti hai

mera hona bhi koi hona hai

meri hasti bhi koi hasti hai

jaan ka rog hai ye girya-e-gham

umr bhar ye ghaTa barasti hai

jis tarah chandni mazaron par

dil pe yuun be-kasi barasti hai

dil-e-viran ko dekhte kya ho

ye vahi aarzu ki basti hai

‘saif’ is zindagi ko kya kahiye

ek mayyat-ba-dosh hasti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har Chand Rahguzar Thi Dushwar Qafiye Ki

Sham Se Tanha khaDa Hun Yas Ka Paikar Hun Main

Mohabbaton Ki Masafat Se kaT Ke Dekhte Kya

Ishq KHud Mail-E-Hijab Hai Aaj

komal-joya

Nisf Se dekh Zara Kam Na Ziyaada Aadha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet