• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tere Wadon Ka Etibar Kise

Tere Wadon Ka Etibar Kise

tere va.adon ka e’tibar kise

go ki ho tab-e-intizar kise

ik nazar bhi hai did-e-muft-nazar

itni fursat bhi ai sharar kise

juun nagin yaan siva.e ru-siyahi

dahr karta hai nam-dar kise

dil to Duuba ab aur dekhen Duba.en

ye miri chashm-e-ashk-bar kise

tere va.adon ko main samajhta huun

dhoka deta hai mere yaar kise

tu baghal se gaya tha dil bhi gaya

aur le baiThun darkinar kise

main to kya aur bhi siva.e saba

tere kuche talak guzar kise

dekhta hi nahin vo mast-e-naz

aur dikhla.un hal-e-zar kise

ḳhuub dekhe ‘asar’ ne qaul-o-qarar

ab tire qaul par qarar kise

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdul-majeed-hairat

Wo Jise dida-Wari Kahte Hain

KHwabon Ka intiKHab Badalta Dikhai De

Maulana Rumi

Aan But Ke Jamal-O-Zinat-e-Majlis-e-Ma-Ast

Aaj Ka Wada Yunhi Kal Pe uThae Rakhiye

Har Ek Rah Se Aage Hai KHwab Ki Manzil

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet