• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tere Sath Chalti Hun Ek Jahan Jata Hai

Tere Sath Chalti Hun Ek Jahan Jata Hai

rumana-rumi

tere saath chalti huun ik jahan jaata hai

gar gurez karti huun tera maan jaata hai

dard ke havale se kitna ba-khabar hai vo

mere dil ki baton ko kaise jaan jaata hai

dhuup hi to milti hai zard zard mausam men

vahshaton ke sahra men saeban jaata hai

khak-e-dil tujhe le kar ab kahan kahan jaun

gar zamin ki hoti huun asman jaata hai

hijr ke samundar se main guzar ke aai huun

tere ab na milne se mera maan jaata hai

jab ravish pe chalti huun main ada-e-vahshat ki

phuul ruuth jaate hain gulsitan jaata hai

bazm men use ‘rumi’ jab bhi dafatan dekhun

zabt hi nahin dil se har guman jaata hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

wali-mohammad-wali

dil Hua Hai Mera Kharab-E-Sukhan

Har Lamha Dil-Doz KHamoshi chiKH Rahi Hai

akbar-allahabadi

Ek Bosa dijiye Mera Iman Lijiye

Dil Walo Kyun Dil Si Daulat Yun Be-Kar luTate Ho

Na Mandir Mein Sanam Hote Na Masjid Mein KHuda Hota

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet