• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Milne Ki Jab Baat Hui Thi

Milne Ki Jab Baat Hui Thi

milne ki jab baat hui thi

tanha.i bhi paas khaḌi thi

ankhon men tufan aaya tha

dil ki basti Duub ga.i thi

main ki tere dhyan men gum tha

duniya mujh ko DhunDh rahi thi

ham donon ḳhamosh khaḌe the

savan ki pur-zor jhaḌi thi

koson duur mujhe jaana tha

paanv men zanjir paḌi thi

tum se juda.i ka kya rona

ye to qismat men likkhi thi

ḳhvabon ke ik shahzade se

niind ki devi ruuTh ga.i thi

saari umr sulagte guzri

main tha ya giili lakḌi thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ek Tumhaare Pyar Ki KHatir Jag Ke Dukh Apnae The

Sufi

Khun Ka Qatra Nahin Hai Chashm-e-Giryan Ab Talak

poet

Dil Mein Jinhen Utarte Dil Se Wahi Utar Gae

poet

Biti Hai Ye Sab dil Pe Hai Sab dil Ki Zabani

poet

Hote Khuda Ke Us But-E-Kafir Ki Chah Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet