• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Agar Mizaj Hi Mein Gard Gard Hona Tha

Agar Mizaj Hi Mein Gard Gard Hona Tha

agar mizaj hi men gard gard hona tha

to phir janab ko sahra-navard hona tha

use pasand bahut niile vaale patthar hain

mujhe aqiiq nahin laj-vard hona tha

tumhen ye shahar basane ki kya zarurat thi

tumhen to apne qabile ka fard hona tha

ye ek soch musalsal jala rahi thi mujhe

mire ḳhayal ke mausam ko sard hona tha

‘sahar’ nahin tha koi aur dusra rasta

havas ki aag se jismon ko zard hona tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

thoDa Sa Mahaul Banana Hota Hai

poet

Aaj Bhi Mushkilat Kam to Nahin

poet

Meri KHabar Na Lena Ai Yar Hai Tajjub

Sufi

Bas-Ki Hun dil-Tang Khush Aata Hai Sahra-e-Qafas

poet

Pahle to Shahar Bhar Mein Andhera Kiya Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet