• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tere Nigah-E-Karam Jab Bikhar Gai Hogi

Tere Nigah-E-Karam Jab Bikhar Gai Hogi

tire nigah-e-karam jab bikhar ga.i hogi

kisi gharib ki duniya sanvar ga.i hogi

tujhi ko DhunDhti phirti hain dar-ba-dar ankhen

azal ke roz tujhi par nazar ga.i hogi

sukut-e-saz-e-do-alam suna.i deta hai

tire firaq men duniya Thahar ga.i hogi

sahar ke chahne vaale ka kya hua hoga

ba-nam-e-tira-shabi jab sahar ga.i hogi

vo ik ḳhabar ki jo rusva.iyon ka baa.is thi

hazar rang men vo ik ḳhabar ga.i hogi

sahar ke narm-o-ḳhunuk dudhiya ujalon men

tire jamal ki rangat bikhar ga.i hogi

ye shash-jihat hai tire qatilon ka des to phir

tire ḳhulus ki arthi kidhar ga.i hogi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Lahu Mein Dub Ke Nikli Hikayaten Chup Hain

aftab-iqbal-shamim

Waise To Bahut dhoya Gaya Ghar Ka Andhera

arifa-shahzad

Talash

ahmad-faraz

Sarhaden

Dida-E-Ashk-Bar Le Ke Chale

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet