• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dar-O-Diwar Pe Hijrat Ke Nishan Dekh Aaen

Dar-O-Diwar Pe Hijrat Ke Nishan Dekh Aaen

dar-o-divar pe hijrat ke nishan dekh aa.en

aao ham apne buzurgon ke makan dekh aa.en

aao bhigi hui ankhon se paḌhen nauha-e-dil

aao bikhre hue rishton ka ziyan dekh aa.en

TuuTa TuuTa hua dil le ke phiren galiyon men

kachchi miTTi ke khilaunon ki dukan dekh aa.en

raushni ke kahin asar to baaqi honge

aao pighli hui sham.on ka dhuan dekh aa.en

jin daraḳhton ke tale raqs-e-saba hota tha

sukhe patton ka barasna bhi vahan dekh aa.en

ab farishton ke siva koi na aata hoga

kaun deta hai ḳharabon men azaan dekh aa.en

muddaton ba.ad muhajir ki tarah aa.e hain

ruuTh jaa.e na khanDar aao miyan dekh aa.en

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hafiz Shirazi

Manam Ki Gosha-e-Mai-Khana Khanqah-e-Man Ast

Lahu Ki Aag Agar Jalti Rahegi

Use Bechain Kar Jaunga Main Bhi

poet

Hum dil O Jaan Se Kharidar Hain Kin Ke Un Ke

Tamiz Apne Mein Ghair Mein Kya Tumhein Jo Apna Na Kar Sake Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet