• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ajab Ek Waqt Gulshan Mein Ye Paigham-E-Bahaar Aaya

Ajab Ek Waqt Gulshan Mein Ye Paigham-E-Bahaar Aaya

ajab ik vaqt gulshan men ye paigham-e-bahar aaya

faza hi sazgar aa.i na mausam sazgar aaya

suna.un kya main apni dastan-e-gham tujhe hamdam

vo aaya apni mahfil men magar begana-var aaya

tabassum ne kisi ke ruuh phunki gulsitanon men

shagufon ko javani ka yaqin-o-e’tibar aaya

usi ko log kahte hain surur-o-kaif ka aalam

surahi ḳhatm ho jaane pe halka sa ḳhumar aaya

ajab ik mahviyat thi log divana samajhte the

tire kuche men kuchh din is tarah main bhi guzar aaya

karo ai ham-safiro ehtimam-e-jashn-e-azadi

ḳhizan ruḳhsat hui lo jhuum kar abr-e-bahar aaya

‘nazar’ ne ḳhud bhi dekha hai jamal-e-yar ka aalam

jo un ke ru-ba-ru pahuncha vahi kuchh be-qarar aaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wahi Zamin Wahi Sar Pe Aasman Nikla

Sukun Ye Apne Saweron Ka Chain Rainon Ka

Rang Duniya Ne Dikhaya Hai Nirala Dekhun

poet

Sine Ki Misal Aag Hai Chandi Sa Dhuan Hai

beena-goindi

Unki Aamad Se Jo Arman Machal Jate Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet