• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum Tah-E-Dariya Tilismi Bastiyan Ginte Rahe

Hum Tah-E-Dariya Tilismi Bastiyan Ginte Rahe

ham tah-e-dariya tilismi bastiyan ginte rahe

aur sahil par machhere machhliyan ginte rahe

na-tavan shanon pe aisi ḳhamushi ka bojh tha

apne us ke darmiyan bhi siḌhiyan ginte rahe

bazm-e-jan se chupke chupke ḳhvab sab ruḳhsat hue

ham bhala karte bhi kya bas gintiyan ginte rahe

baans ke jangal se ho ke jab kabhi guzri hava

ik sada-e-gumshuda ki dhajjiyan ginte rahe

kis hava ne Das liya hai rang o roghan uḌ ga.e

sehn-e-dil se is makan ki khiḌkiyan ginte rahe

pahlu-e-shab kal isi chehre se raushan tha magar

jaane kitne mausamon ki talḳhiyan ginte rahe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aftab-shamsi

Mudawa

Dil Se Kya Puchhta Hai Zulf-E-Girah-Gir Se Puchh

poet

Jaun Kya Munh Le Ke Main Wo Bad-Guman Ho Jaega

Shajar Mein Shajar Sa Bacha Kuchh Nahin

Kya Koi Samjhe Mere Haalat Jab Kahta Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet