• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bhagne Ka Koi Rasta Nahin Rahne dete

Bhagne Ka Koi Rasta Nahin Rahne dete

bhagne ka koi rasta nahin rahne dete

koi dar koi daricha nahin rahne dete

asman par se mita dete hain taron ka suragh

ret par naqsh-e-kaf-e-pa nahin rahne dete

koi tasvir mukammal nahin hone paati

dhuup dete hain to saaya nahin rahne dete

pahle bhar dete hain saman-e-do-alam dil men

phir kisi shai ki tamanna nahin rahne dete

shahr-e-koran men bhi aina farosh aate hain

be-tajalli koi qarya nahin rahne dete

tur-e-sina ho ki atish-kada-e-soz-e-nihan

raakh rah jaati hai shoala nahin rahne dete

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Phir Usi shoKH Ki Taswir Utar Aai Hai

Bahut KHush the Sahil Qarib Aa Gaya

poet

Hoti Hai Tabiat Hi KHuda-Dad Kisi Ki

abdul-ahad-saaz

Mizaj-e-Sahal-Talab Apna Rukhsaten Mange

fatima-hasan

Mausam Ki Pahli Barish

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet