• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHabar Kahan Thi Mujhe Pahle Is KHazane Ki

KHabar Kahan Thi Mujhe Pahle Is KHazane Ki

ḳhabar kahan thi mujhe pahle is ḳhazane ki

ghamon ne raah dikha.i sharab-ḳhane ki

charagh-e-dil ne ki hasrat jo muskurane ki

to khilkhila ke hansin andhiyan zamane ki

main sha.iri ka hunar janta nahin be-shak

ajiib dhun hai mujhe qafiya milane ki

vajud apna miTaya kisi ki chahat men

bas itni ram-kahani hai is divane ki

vo ghonsla bhi bana lega ba.ad men apna

abhi hai fikr parinde ko ab-o-dane ki

main ashk ban ke gira huun ḳhud apni nazron se

kahan milegi jagah mujh ko sar chhupane ki

anath bachchon ki aahen saval karti hain

ḳhuda ko kya thi zarurat jahan banane ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aarzu Ne Jis Ki Poron Tak Tha Sahlaya Mujhe

zafar-iqbal

Bijli Giri Hai Kal Kisi Ujde Makan Par

Yahi to Gham Hai Wo Shair Na Wo Siyana Tha

Ye Ehtiyat Ishq Pe Lazim Sada Rahe

munshi-naubat-rai-nazar-lakhnavi

Koi Arman Talash-E-dost Ka Kyun dil Mein Rah Jata

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet