• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Ke Ye Baat Zehn Mein Thani Hai Aur Bas

Ab Ke Ye Baat Zehn Mein Thani Hai Aur Bas

ab ke ye baat zehn men Thani hai aur bas

ham ne to apni jaan bachani hai aur bas

nuqsan to hamara hai kachche girenge ham

tum ne to ek shaḳh hilani hai aur bas

us ne ḳharidne hain ka.i saat rang ḳhvab

ham ne siyah niind kamani hai aur bas

ham ne baḌe jatan se jalana hai ik charagh

us ne hava ko ungli dikhani hai aur bas

itni si dastan hai kaghaz ki naav ki

dariya hai aur us men ravani hai aur bas

ham ne kaha ki ashk lahu hai jigar ka dost

us ne kaha ki chhoḌiye paani hai aur bas

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aleena-itrat

Ban Gaya Tadbir Se Har Rasta Taqdir Ka

uThi Nigah to Apne Hi Ru-Ba-Ru Hum The

poet

KHud-Pasandana Taqazon Par Agar Jaegi

Ishq Ki Garmi-E-Bazar Kahan Se Laun

Mere Sar Mein Jo Raat Chakkar Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet