• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shama Bhi Is Safa Se Jalti Hai

Shama Bhi Is Safa Se Jalti Hai

mirza-raza-barq

shama bhi is safa se jalti hai

tere rukh par nigah phisalti hai

khaak udati hai ai saba meri

be-adab kis tarah se chalti hai

vo na aaya to jaan jaenge

kab tabiat miri bahalti hai

dil nikalta hai us ke gesu se

nagani dekho man ugalti hai

nigah-e-garm yaar dekhe hai

kab kisi se ye aankh jalti hai

ik pari-ru pe ‘barq’ marta huun

jaan us par miri nikalti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kisi Surat Se Us Mahfil Mein Ja Kar

Ye Baat Dasht-E-Wafa Ki Nahin Chaman Ki Hai

allama-iqbal

Har Shai Musafir Har Chiz Rahi

Jab Se Aaya Hun Tere Ganw Mein

etibar-sajid

Tumhein Jab Kabhi Milen Fursaten Mere dil Se Bojh Utar do

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet