• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Sunao Mujhe Bhi Ek Latifa

Sunao Mujhe Bhi Ek Latifa

tanveer-anjum

chup kyuun ho jaate ho mujhe dekh kar

sunao mujhe bhi

ek latifa

meri sinf ke baare men

meri sinf ke baare men

tumhari latifon ki zambil

umr o ayyar ki zambil jaisi hai

nikalo koi naya ya sadiyon purana latifa

mahfuz karo mujhe

jaise tum karte ho ek dusre ko

medical college men murda jismon ki chiir phaad karte hue

stock exchange men karobar karte hue

ya khatun siyasatdanon ke balon ke andaz ka tajziya karte hue

chup kyuun ho jaate ho mujhe dekh kar

sunao mujhe bhi

ek latifa

taaki main hansun

aur taraqqi kar sakun tumhari duniya men

phir bana sakun

tumhare baare men

latifon ki zambil

umr o ayyar ki zambil ki tarah

aur sunaya karun unhen

sirf apni sinf ke girohon men

aur chup ho jaaya karun

jab ghalati se tum dakhil ho jaao

medical college men

stock exchange men

hamari parleman men

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jo Baat Dil Mein Thi Kaghaz Pe Kab Wo Aai Hai

Sab Sharik-E-Sadma-O-Azar Kuchh Yunhi Se Hain

poet

Ye Dhoka Ho Na Ho Ummid Hi Malum Hoti Hai

poet

Shaghl Mai chhoDiye uTh Aaiye Mai-KHanon Se

Wo Jaane Kitna Sar-E-Bazm Sharmsar Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet