• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Purane danw Par Har din Nae Aansu Lagata Hai

Purane danw Par Har din Nae Aansu Lagata Hai

rahat-indori

purane daanv par har din nae aansu lagata hai

vo ab bhi ik phate rumal par khushbu lagata hai

use kah do ki ye unchaiyan mushkil se milti hain

vo suraj ke safar men mom ke baazu lagata hai

main kaali raat ke tezab se suraj banata huun

miri chadar men ye paivand ik jugnu lagata hai

yahan lachhman ki rekha hai na siita hai magar phir bhi

bahut phere hamare ghar ke ik sadhu lagata hai

namazen mustaqil pahchan ban jaati hai chehron ki

tilak jis tarah mathe par koi hindu lagata hai

na jaane ye anokha farq is men kis tarah aaya

vo ab collar men phulon ki jagah bichchhu lagata hai

andhere aur ujale men ye samjhauta zaruri hai

nishane ham lagate hain thikane tu lagata hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mayassar Ho Jo Lamha Dekhne Ko

poet

Un Ke Sitam Bhi Kah Nahin Sakte Kisi Se Hum

Ujala Jab Shab-E-Zulmat Par Utarta Hai

poet

Dusra ruKH Nahin Jis Ka Usi Taswir Ka Hai

Sar-E-Sahra-E-Jaan Hum Chaak-Damani Bhi Karte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet