• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tere Milne Se Hi Thanda dil-e-Atish-Fashan Hoga

Tere Milne Se Hi Thanda dil-e-Atish-Fashan Hoga

akhtar-azmi

tire milne se hi Thanda dil-e-atish-fashan hoga

zara si aanch hogi kam jo siine men dhuan hoga

chahakte hain ḳhayalon ke mire bulbul asiri men

ki teri yaad ke pinjre men un ka gulsitan hoga

agar shauq-e-bulandi hai to paida kar zamin apni

vagarna tu kahan hoga tira kya asman hoga

yahi to zindagani hai ye is dil men na jaegi

ki jis dil men sukun asudgi amn-o-aman hoga

ghulam us ki laTon ka hai nahin goron ka ye ‘aḳhtar’

kabhi azad kya dil ka mire hindostan hoga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Hasb-E-Mamul Aae Hain shaKHon Mein Phul Ab Ke Baras

ajmal-ajmali

do Pal Ke Hain Ye Sab Mah O Akhtar Na Bhulna

Hathon Ki Be-Rang Lakiren paDh Lena

momin-khan-momin

Roya Karenge Aap Bhi Pahron Isi Tarah

Zulmaton Mein Jite Hain, Raushni Ke Mare Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet