• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bulandiyon Ke dhundalke Mein Tha Khuda Sa Laga

Bulandiyon Ke dhundalke Mein Tha Khuda Sa Laga

abdullah-kamal

bulandiyon ke dhundalke men tha khuda sa laga

jo main qarib se guzra to vo shanasa laga

na koi jism tha us ka na koi chehra magar

jihat jihat se ubharti hui sada sa laga

aqab men chhodta aaya shikastagi ka ghubar

ki sang-e-mil bhi mujh ko ik aaina sa laga

bahut nasheb-o-faraz us ke tai kiye main ne

vo sar se paanv talak ek rasta sa laga

yahi kaha tha ki tum sab badalte chehre ho

har ek shakhs mujhe phir khafa khafa sa laga

sada-e-amad-o-shud bais-e-safar thi ‘kamal’

nafas nafas mujhe apne lahu ka pyasa laga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

baiTho Ji Ka Bojh Utaren Donon Waqt Yahin Milte Hain

Hum Kisi Baat Par Nahin Rote

shahryar

Hazar Bar Miti Aur Paemal Hui Hai

jigar-moradabadi

Husn Ke Ehtiram Ne Mara

shahnaz-nabi

Zamin Tham Gai Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet