• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tere Baad Is Jahan Mein Koi Dusra Nahin Tha

Tere Baad Is Jahan Mein Koi Dusra Nahin Tha

tire ba.ad is jahan men koi dusra nahin tha

are be-misal tujh sa koi bevafa nahin tha

mira Dubta safina kahun kaise paar utra

mire saath ik ḳhuda tha koi na-ḳhuda nahin tha

tire ishq ke talatum ne Dubo diya hai varna

to ai mauj-e-reg main bhi koi bulbula nahin tha

to ThiThurti sardiyon men kabhi aag lene aati

main jigar jala.e rakhta koi dil-jala nahin tha

vo misal-e-ḳhvab-e-manzar na lage palak palak se

koi ḳhvab phir na jaage mujhe ye pata nahin tha

tire is mariz-e-dil tak tu kabhi pahunch na paa.i

tu ye baat so chhupa.e main kahin chhupa nahin tha

main tamam hosh kho kar tire dar pe jaan se jaata

tire ghar ke raston men kahin mai-kada nahin tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

momin-khan-momin

Wo Jo Hum Mein Tum Mein Qarar Tha Tumhein Yaad Ho Ki Na Yaad Ho

Ye Zard Patte Ye Sard Mausam

Lutf O Karam Ke Putle Ho Ab Qahr O Sitam Ka Nam Nahin

poet

Chaar-Su Shahr Mein Maqtal Ka Saman Hai Ab Ke

saleem-kausar

Ek Ghadi Wasl Ki Be-Wasl Hui Hai Mujh Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet