• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bas Ek Bar uThen Samna Hi Kar Dalen

Bas Ek Bar uThen Samna Hi Kar Dalen

bas ek baar uThen samna hi kar Dalen

vabal-e-jan hai Dar ḳhatma hi kar Dalen

qubuliyat ko suna hai ki zid dua se hai

to kyuun na aisa karen bad-dua hi kar Dalen

khisakte lamhon se ye zindagi ne puchh liya

haqir ham hain ki tum faisla hi kar Dalen

nishat-o-kaif ke saman an-qarib kahan

ab iḳhtisar-e-saf-e-maddua hi kar Dalen

irada kar jo liya tark-e-ḳhud-kalami ka

to yad-e-mazi ka gham maktiba hi kar Dalen

‘asar’ zaban ko dushvariyan bhi hain lahiq

so ehtimam koi dusra hi kar Dalen

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ruKH Pe Gesu Jo Bikhar Jaenge

Marhale Aise Bhi Aksar Aae

ahmad-ali-barqi-azmi

Sukun-e-Qalb Kisi Ko Nahin Mayassar Aaj

Mujhe Sambhaal Mera Hath Tham Kar Le Ja

Aage Pahuncha Jal Ka Dhaara Bajra Pichhe chhuT Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet