• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Tamam Umr Ban Kar Mera Hausla Rahi Hai

Jo Tamam Umr Ban Kar Mera Hausla Rahi Hai

jo tamam umr ban kar mira hausla rahi hai

vahi aaj meri ghairat mujhe aazma rahi hai

miri fikr jaane mujh ko kahan le ke ja rahi hai

ki qadam qadam pe manzil sar-e-rah aa rahi hai

nahin chhoḌti hai mujh ko kisi moḌ par ye duniya

main ise rula raha huun ye mujhe rula rahi hai

tu ye janta hai phir bhi nahin fikr aḳhirat ki

tiri maut rafta rafta tire paas aa rahi hai

jo ab aa ga.e ho tum to mujhe chhoḌ kar na jaana

ki tumhare bin ye hasti baḌi be-maza rahi hai

miri zindagi ke malik main ye tujh se puchhta huun

mujhe kyon jahan men bheja miri kya ḳhata rahi hai

ye na ho ki vaqt-e-aḳhir rahe dil ki baat dil men

miri jaan ab to aa ja miri jaan ja rahi hai

jo tumhen mila hai mansab use da.imi na samjho

kisi ek ki hukumat yahan kab sada rahi hai

mujhe ab ye lag raha hai vo ḳhizan thi Thiik ‘rahbar’

ye bahar kaise kaise na.e gul khila rahi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdullah-kamal

Wo Shakhs Kya Hai Mere Waste Sunaen Use

poet

Abr Ka Saya Dhup Ki Chadar Tere Nam

Jaras-E-Mai Ne Pukara Hai uTho Aur Suno

KHurshid Ki beTi Ki Jo Dhupon Mein Pali Hai

Ashk in Sipiyon Mein Bhar Jaen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet