• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Pahle Mausam Ke Baad

Pahle Mausam Ke Baad

tanveer-anjum

janm ka pahla dev-malai mausam guzar gaya

aur tum ruk gae

akhiri qadam ke aage divar ki inten chunte chunte raat ho gai

to main ne socha

jaane zanjiron ka tuul kaun se mausam se kaun se mausam tak hai

magar aage sirf la-mahdudiat hai ya phir divar

jis ki inton ka gaara vaqt ki mitti se bana hai

tanhai ka paani akhiri qadam ke aage divar ko mazbut kar deta hai

to achanak raat apna sar uthati hai

tumhen nahin malum

saanp dasne se pahle kitni der phan phailae khada raha

aur tum kahan ruke the

aur apne aage divar ki bulandi ke samne

tumhen kuchh nahin malum

sirf ek baat ke siva

ki har janm ka sirf ek hi dev-malai mausam hota hai

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Mausam To Badalta Hai Badal Jae To Kya Ho

Maujib-E-Rang-E-Chaman KHun-E-Shahidan Nikla

Jahaalat Ka Manzar Jo Rahon Mein Tha

Sitara Le Gaya Hai Mera Aasman Se Kaun

bhaTke Hue Aali Se Puchho Ghar Wapas Kab Aaega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet