• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi khiDki Jo Khuli Rahti Hai

Koi khiDki Jo Khuli Rahti Hai

koi khiḌki jo khuli rahti hai

samne shakl vahi rahti hai

mere honTon pe hansi rahti hai

aag phulon men dabi rahti hai

jaise har chiiz pighal ja.egi

dhuup yuun sar pe khaḌi rahti hai

ab to ḳhvabon ke bhi a.ine men

vaqt ki dhuul jami rahti hai

meri tanha.i ke darvaze par

jaane kyuun bhiiḌ lagi rahti hai

kitni qatil hai ye duniya lekin

kitni ma.asum bani rahti hai

tez-rau vaqt se aage ‘saqib’

meri shorida-sari rahti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

muKHtasar Waqt Hai Par Baaten Kar

adil-mansuri

Pani Ko Patthar Kahte Hain

Haal-E-Dil Is Tarah Chhupata Hun

zafar-iqbal

Hai Aur Baat Bahut Meri Baat Se Aage

aftab-iqbal-shamim

Main Jab Bhi Chhune Lagun Tum Zara Pare Ho Jao

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet