• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main to Chup Tha Magar Usne Bhi Sunane Na Diya

Main to Chup Tha Magar Usne Bhi Sunane Na Diya

main to chup tha magar us ne bhi sunane na diya

gham-e-duniya ka koi zikr tak aane na diya

us ka zahraba-e-paikar hai miri rag rag men

us ki yadon ne magar haath lagane na diya

us ne duuri ki bhi had khinch rakhi hai goya

kuchh ḳhayalat se aage mujhe jaane na diya

badban apne safine ka zara si lete

vaqt itna bhi zamane ki hava ne na diya

vahi in.aam zamane se jise milna tha

log ma.asum hain kahte hain ḳhuda ne na diya

koi fariyad kare guunj mire dil se uThe

mauqa-e-dard kabhi haath se jaane na diya

‘shaz’ ik dard se sau dard ke rishte nikle

kin masa.ib ne use ji se bhulane na diya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

riyaz-khairabadi

Jis din Se Haram Ho Gai Hai

Mere Baad Sansen Bhi Khoya Karega

poet

Bosa dete Ho Agar Tum Mujhko do do Sab Ke do

Raat Ka Pichhla Pahar Kaisi Nishani De Gaya

Hafiz Shirazi

dida Labrezam Sarapa Intizar-e-Kistam

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet