• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tera Nasib Banun Teri Chahaton Mein Rahun

Tera Nasib Banun Teri Chahaton Mein Rahun

naz-butt

tira nasib banun teri chahaton men rahun

tamam umr mohabbat ki vahshaton men rahun

khumar hasrat-e-didar men rahun har dam

savad-e-ishq yunhi teri shiddaton men rahun

ye zindagi ki hararat tire sabab se hai

main lamha lamha junun ki tamazaton men rahun

ye ehtimam-e-shab-o-roz ho miri khatir

tire khayal ki rangin khalvaton men rahun

sanvarti hain sada jis ki chahaten mujh ko

miri dua hai ki main us ki hasraton men rahun

ai abr-e-vasl baras aur khul ke mujh pe baras

main bhigi bhigi hava ki shararaton men rahun

sharik-e-shauq-e-safar hai agar vo mera ‘naz’

main kyuun na mausam-e-gul ki basharaton men rahun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Dekhe-Bhaale Raste The

nida-fazli

Budha

poet

dil Ko Aazar Laga Wo Ki Chhupa Bhi Na Sakun

Hujum-E-Ranj Se Dil Ko Masarrat Hoti Jati Hai

asrarul-haq-majaz

Nahin Ye Fikr Koi Rahbar-E-Kaamil Nahin Milta

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet