• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tera Majnun Hun Sahra Ki Qasam Hai

Tera Majnun Hun Sahra Ki Qasam Hai

wali-mohammad-wali

tira majnun huun sahra ki qasam hai

talab men huun tamanna ki qasam hai

sarapa naaz hai tu ai pari-ru

mujhe tere sarapa ki qasam hai

diya haq husn-e-bala-dast tujkun

mujhe tujh sarv-e-bala ki qasam hai

kiya tujh zulf ne jag kuun divana

tiri zulfan ke sauda ki qasam hai

do-rangi tark kar har ik se mat mil

tujhe tujh qadd-e-rana ki qasam hai

kiya tujh ishq ne aalam kuun majnun

mujhe tujh rashk-e-laila ki qasam hai

‘vali’ mushtaq hai teri nigah ka

mujhe tujh chashm-e-shahla ki qasam hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ye KHushi Kya Hai Ki Hai Zikr Hamara Hota

Dil-E-Be-Muddaa Ka Muddaa Kya

Gham Ko Wajh-E-Hayat Kahte Hain

gulzar

dekho Aahista Chalo

Aaj Unhen Kuchh Is Tarah Ji Khol Kar Dekha Kiye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet