• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tera Arman Teri Hasrat Ke Siwa Kuchh Bhi Nahin

Tera Arman Teri Hasrat Ke Siwa Kuchh Bhi Nahin

tera arman tiri hasrat ke siva kuchh bhi nahin

dil men ab teri mohabbat ke siva kuchh bhi nahin

zindagi mujh ko kahan le ke chali aa.i hai

duur tak saya-e-zulmat ke siva kuchh bhi nahin

har taraf phuul haqiqat ke khile hain lekin

aankh men ḳhvab-e-haqiqat ke siva kuchh bhi nahin

yuun tire gham men huun pamal ki lagta hai mujhe

zindagi jaise aziyyat ke siva kuchh bhi nahin

rah ga.i dab ke mire dil hi men ummid-e-visal

ab malal-e-shab-e-furqat ke siva kuchh bhi nahin

baat kya hai ki mire doston ke hathon men

sang-e-dushnam-o-malamat ke siva kuchh bhi nahin

sher kahte ho to ye baat bhi nazron men rahe

sha.iri sharh-e-tabi.at ke siva kuchh bhi nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

adeeb-suhail

Jab Se Hai Baad-e-Khizan Sarsar-e-Gham Aawara

wajid-ali-shah-akhtar

Pada Hai Panw Mein Ab Silsila Mohabbat Ka

abbas-tabish

Adhuri Nazm

Sari Tartib-E-Zamani Meri Dekhi Hui Hai

Dekhen Mahshar Mein Un Se Kya Thahre

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet