• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tera Andaz-E-suKHan Sab Se Juda Lagta Hai

Tera Andaz-E-suKHan Sab Se Juda Lagta Hai

tera andaz-e-suḳhan sab se juda lagta hai

barbat-e-dil pe koi naghma-sara lagta hai

vo diya jis se ki raushan ho charagh-e-hasti

ghaur se dekhen havaon men ghira lagta hai

ham hain aghosh-e-junun men to ta.ajjub kaisa

vo bhi to dushman-e-arbab-e-vafa lagta hai

gar nahin jalvagari bazm-e-tarab men phir bhi

teri ḳhushbu se vahan tera pata lagta hai

donon hathon se chhupana tire chehre ka mujhe

sochta huun to tira dast-e-dua lagta hai

jis ka milna bhi qayamat se nahin kam ‘javed’

is ka milna bhi mujhe roz-e-jaza lagta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

munshi-naubat-rai-nazar-lakhnavi

Zabt Se dil Nazar Rahta Hai

Apne KHwabon Ko Ek Din Sajate Hue

Jo Maut Hai Zindagi Ke Pichhe to Maut Ke Pichhe Zindagi Kyon

Fikr-E-Ijad Mein Hun Khol Naya Dar Koi

Sufi

Mohabbat Jag Utthi Rag Rag Mein Armanon Ko Nind Aai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet