• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Ho Ya Rab Aisi Tabiat Kisi Ki

Na Ho Ya Rab Aisi Tabiat Kisi Ki

Sufi

na ho ya rab aisi tabiat kisi ki

ki hans hans ke dekhe musibat kisi ki

jafa un se mujh se vafa kaise chhute

ye sach hai nahin chhutti aadat kisi ki

achhuta jo gham ho to is men bhi khush huun

nahin mujh ko manzur shirkat kisi ki

hasinon ki donon adaen hain dilbar

kisi ki haya to shararat kisi ki

mujhe gum-shuda dil ka gham hai to ye hai

ki is men bhari thi mohabbat kisi ki

bahut roe ham yaad men apne dil ki

jahan dekhi nannhi si turbat kisi ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Shajar Kalam Karen Shahr Bhi Naya Ho Jae

Sufi

Ye Tan Ghira Hua Chhote Se Ghar Mein Rahta Hai

Jo Dil Ne Kah Di Hai Wo Baat an-Kahi Bhi Na Thi

Abas Hi Mahw-E-Shab-O-Roz Wo Dua Mein Tha

Diwana Kar Ke Mujhko Tamasha Kiya Bahut

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet