• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo iKHtilaf Nahin Hai to Etiraf to Ho

Jo iKHtilaf Nahin Hai to Etiraf to Ho

jo iḳhtilaf nahin hai to e’tiraf to ho

hai iḳhtilaf to kuchh vaj.h-e-iḳhtilaf to ho

dilon men kya hai kuchh is ka ata-pata to chale

ki baat jaisi ho jo bhi ho saaf saaf to ho

kuchh us se rabt-o-ta.alluq ka silsila to lage

nahin hai vo jo muafiq na ho ḳhilaf to ho

nahin bura.i miTane ki gar hamen taufiq

kam-az-kam us se tanaffur to inhiraf to ho

nahin sa.adat-e-sajda agar muqaddar men

ḳhulus se dar-e-ma.abud ka tavaf to ho

vo ahl-e-naqd-o-basirat hain ḳhair honge bhi

durust pahle magar un ka shin-qaf to ho

na hon jo sher haqa.eq ke tarjuman ‘rahi’

haqiqaton ka magar un se inkishaf to ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Aur Mahak Thi Jo Us Bagh Ki Ghas Mein Thi

Sab Kuchh Bas Kahne Ko Bhula Jata Hai

Wahi Madar-E-Tamanna Wahi Sitara-E-Dil

abdurrahman-momin

Yaqin Kaun Karega Guman Pe Aaya Hun

poet

Wo Aur Honge Jo Wahm-O-Guman Ke Sath Chale

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet