• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tegh-E-Jafa Ko Teri Nahin Imtihan Se Rabt

Tegh-E-Jafa Ko Teri Nahin Imtihan Se Rabt

poet

tegh-e-jafa ko teri nahin imtihan se rabt

meri subuk-sari ko hai bar-e-garan se rabt

duniya ko ham se kaam na duniya se ham ko kaam

khatir se teri rakhte hain sare-jahan se rabt

udte hi gard jaati hai jo su-e-asman

hai kuchh na kuchh zamin ko bhi asman se rabt

izhar-e-hal ke liye surat saval hai

hai guftugu se kaam na ham ko zaban se rabt

chashme ki tarah rahti hain jaari mudam ye

ankhon ko ho gaya hai jo ab-e-ravan se rabt

be-rabtiyon ne ‘qadr’ mitai jo rabt ki

hai gosht ko bhi apne na ab ustukhvan se rabt

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hun Shamil Sab Mein Aur Sab Se Juda Hun

Ek Tilism-E-Ajab-Numa Hun Main

poet

Aa Raha Hai Mere Guman Mein Kya

poet

Hausle Apne Rahnuma to Hue

ahmad-hatib-siddiqi

Sher Bechaara

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet