• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tauba Ka Pas Rind-E-Mai-Asham Ho Chuka

Tauba Ka Pas Rind-E-Mai-Asham Ho Chuka

poet

tauba ka paas rind-e-mai-asham ho chuka

bas ho chuka taqaddus-e-islam ho chuka

sham-e-haram tha gaah gahe dair ka charagh

main zeb-e-kufr-o-raunaq-e-islam ho chuka

koThe pe chaliye lutf-e-shab-e-mah dekhiye

sab chandni ka farsh lab-e-bam ho chuka

din-dar barahman kahe kafir bata.e shaiḳh

donon taraf se morid-e-ilzam ho chuka

aksar musha.ere pe hua bazm-e-gham ka shak

kya kya mire kalam pe kohram ho chuka

qur.an uThate hain tama.a-e-zar ke vaste

din-dar agar yahi hain to islam ho chuka

ka.abe ko jaate jaate phire su-e-dair ‘rind’

lo haj kar aa.e aap aur ehram ho chuka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shaista-mufti

Khak Se Uthna Khak Mein Sona Khak Ko Banda Bhul Gaya

faiz-ahmad-faiz

donon Jahan Teri Mohabbat Mein Haar Ke

wajid-ali-shah-akhtar

Chaak Chaak Apna Gareban Na Hua Tha So Hua

asrarul-haq-majaz

Nazr-E-dil

Aai KHizan Chaman Mein Gae Din Bahaar Ke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet