• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Taron Ki Utarti Hai doli Aur Chandni dulhan Hoti Hai

Taron Ki Utarti Hai doli Aur Chandni dulhan Hoti Hai

akhtar-azad-1

taron ki utarti hai doli aur chandni dulhan hoti hai

jis raat men do dil milte hain vo raat suhagan hoti hai

jab dil se dil mil jaate hain to kya kya gul khil jaate hain

kuchh ghair gale lag jaate hain kuchh apnon se an-ban hoti hai

jalte hain jahan vaale lo jalen ham rah-e-vafa men saath chalen

duniya ko chhoḌo duniya to dil valon ki dushman hoti hai

surat miri ankhon men dekho kya dekh rahe ho aina

jis aankh men koi bas jaae vo aankh bhi darpan hoti hai

bas un ke liye hi raat aur din dil mera dhaḌakta hai lekin

jab samne vo aa jaate hain tez aur bhi dhaḌkan hoti hai

tum bin ye baharon ka mausam lagta hai mujhe patjhaḌ ki tarah

tum saath raho to har ik rut mere liye savan hoti hai

tasvir ho teri jab dil men gham dil ke qarib aae kaise

main yaad tujhe kar leta huun jab koi bhi uljhan hui hai

nikhre to bane ik taj-mahal phaile to ḳhushbu aur ghazal

lekin jo simaTti hai chahat mahbub ka daman hoti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Karenge Zulm duniya Par Ye But Aur Aasman Kab Tak

Kuchh Log Jo Hasil Hon Ganwae Nahin Jate

akhtar-ansari

dil-e-Fasurda Mein Kuchh Soz O Saz Baqi Hai

poet

Jaan-Ba-Lab Hasrat-O-Arman Pe Rona Aaya

Ujala Ku-Ba-Ku Hai Aur Kya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet