• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tark-E-Talluq Kar To Chuke Hain Ek Imkan Abhi Baqi Hai

Tark-E-Talluq Kar To Chuke Hain Ek Imkan Abhi Baqi Hai

etibar-sajid

tark-e-taalluq kar to chuke hain ik imkan abhi baaqi hai

ek mahaz se laut aae hain ik maidan abhi baaqi hai

shayad us ne hansi hansi men tark-e-vafa ka zikr kiya ho

yunhi si ik khush-fahmi hai itminan abhi baaqi hai

raten us ke hijr men ab bhi nazaa ke aalam men katti hain

dil men vaisi hi vahshat hai tan men jaan abhi baaqi hai

bachpan ke is ghar ke saare kamre maliya-met hue

jis men ham khela karte the vo dalan abhi baaqi hai

diye munder pa rakh aate hain ham har shaam na jaane kyuun

shayad us ke laut aane ka kuchh imkan abhi baaqi hai

ek adalat aur hai jis men ham tum ik din hazir honge

faisla sun kar khush mat hona ik mizan abhi baaqi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rahbar Rah-Numa Koi Nahin Hota Hai

poet

Ba-Qadr-E-Zarf Mohabbat Ka Karobar Chale

Yun to Kis Chiz Ki Kami Hai

poet

dil Ne Paya Jo Mere Muzhda Teri Pati Ka

Un Ko but Samjha Tha Ya Un Ko KHuda Samjha Tha Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet