• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tarikiyon Mein Hum Jo Giraftar Ho Gae

Tarikiyon Mein Hum Jo Giraftar Ho Gae

tarikiyon men ham jo giraftar ho ga.e

shayad sahar se pahle hi bedar ho ga.e

ye kaun sa maqam-e-rah-o-rasm hai ki vo

itne hue qarib ki bezar ho ga.e

manzil ki samt tujh ko na le ja.enge kabhi

vo raste jo aap hi hamvar ho ga.e

nakamiyon ne aur bhi sarkash bana diya

itne hue zalil ki ḳhuddar ho ga.e

ab ke to nok-e-ḳhar bhi gul-rang ho chali

kal dekhna ki dasht bhi gulzar ho ga.e

‘nuri’ hamen jahan men masarrat ki thi talash

aḳhir har ek shaḳhs ke gham-ḳhvar ho ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Yun to Duniya Bhi Mujhe Ras Kahan Aai Hai

Raat Aa baiThi Hai Pahlu Mein Sitaro taKHliya

Jo Shajar Sukh Gaya Hai Wo Hara Kaise Ho

dagh-dehlvi

Lutf Wo Ishq Mein Pae Hain Ki Ji Jaanta Hai

sameena-raja

Is Chehre Par Sham Zara Si Gahri Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet