• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Taqdir Ke Aage Kabhi Tadbir Kisi Ki

Taqdir Ke Aage Kabhi Tadbir Kisi Ki

taqdir ke aage kabhi tadbir kisi ki

chalti ho to samjhe koi taqsir kisi ki

ab ek tamanna ho to puuri koi kar de

yuun kaun badal sakta hai taqdir kisi ki

dil men utar aa.i hai nigahon se simaT kar

kis darja haya-kosh hai tasvir kisi ki

vo aa.en na aa.en mujhe niind aa nahin sakti

sunta hi nahin nala-e-shab-gir kisi ki

barsat ka ik ḳhvab hai mustaqbil-e-tarik

bikhri hui si zulf-e-girah-gir kisi ki

allah ye tarik faza.en ye ghaTa.en

ye barq-e-ḳhayalat men tasvir kisi ki

ankhen miri ankhen hain zahe joshish-e-girya

dhul dhul ke nikhar aa.i hai tasvir kisi ki

‘talib’ tire jazbat ki tashrih to kar duun

Dar hai kabhi ho jaa.e na tash.hir kisi ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Ishq Ki Mai Se Chhalak Raha Hai

Ye Aur Baat Hai Ki Madawa-E-Gham Na Tha

khumar-barabankavi

Ye Misra Nahin Hai Wazifa Mera Hai

tanveer-anjum

Chaar Sal Baad

akhtar-hoshiyarpuri

Wo Jo diwar-e-Ashnai Thi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet