• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Duniya Ko Har Chiz Dikhai Ja Sakti Hai

Duniya Ko Har Chiz Dikhai Ja Sakti Hai

duniya ko har chiiz dikha.i ja sakti hai

patthar men bhi aankh bana.i ja sakti hai

dil ki miTTi ki zarḳhezi aisi hai ki

kaisi bhi ho chiiz ugaa.i ja sakti hai

hijr ka mausam vo mausam hai jis men janan

ankhon men bhi raat bita.i ja sakti hai

patthar ko Thokar ki had tak tum na jaano

patthar se to aag laga.i ja sakti hai

ḳhud ke hone ka ehsas dilata hai vo

is Dar se ke us ki ḳhuda.i ja sakti hai

dil ki baazi aisi baazi hai jis men ham

haren bhi to jiit mana.i ja sakti hai

mujh ko saare naqsh adhure dikhte hain ab

ya.ani mujh pe gaaj gira.i ja sakti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Main Dil Pe Jabr Karunga Tujhe Bhula Dunga

mirza-ghalib

daim Pada Hua Tere dar Par Nahin Hun Main

Koi Shoala Hai Ki Shabnam Nahin Dekha Jata

adil-mansuri

Lafz Ki Chhanw Mein

Mere Chehre Se Gham Aaankhon Se Hairani Na Jaegi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet