• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / kanTe Chunna Phul Bichhana

kanTe Chunna Phul Bichhana

kanTe chunna phuul bichhana

rasta yuun asan banana

laakh jalaya us ne lekin

zinda hai phir bhi parvana

us ko apna kar lena to

ya phir us ka hi ho jaana

mashvara bhi kar lenge ham

pahle to ghar aa jaana

husn to ik din Dhal jaata hai

husn pe itna kya itrana

Thokar men duniya rakha hai

aaya jis ko Thokar khana

jab zara ankhen khulti hain

khulta hai puura mai-ḳhana

log gahra kar dete hain

zaḳhm na apna koi dikhana

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ishq Mehnat Ka Sila Had Se Siwa Mangta Hai

poet

Gar Dil Mein Kar Ke Sair-E-Dil-E-Dagh-Dar Dekh

Maqsad-E-Husn Hai Kya Chashm-E-Basirat Ke Siwa

poet

Karta Hai Bagh-E-dahr Mein Nairangiyan Basant

Apna Ejaz Dikha De Saqi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet