• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tang Aa Gae Hain Ishq Mein Ab Zindagi Se Hum

Tang Aa Gae Hain Ishq Mein Ab Zindagi Se Hum

tang aa ga.e hain ishq men ab zindagi se ham

aa.e qaza to nazr karen jaan ḳhushi se ham

un ki ḳhushi se baḌh ke hamen kuchh nahin aziiz

dil maal kya hai jaan bhi de den ḳhushi se ham

puchha tha main ne ghair ne kya aap se kaha

bole kisi ki baat kahen kyuun kisi se ham

ruḳhsat ki tujh se maut ne mohlat hamen na di

band aankh kar ke nikle hain teri gali se ham

pursan-e-hal kaun ho badle hue hain bhes

baiThe hain un ki bazm hain ik ajnabi se ham

puchho na ham se ziist ka lutf aa gaya hamen

jis din se ru-shanas hue be-ḳhudi se ham

ham bhi hain apni vaz.a ke duniya men ek si

mumkin nahin milap karen mudda.i se ham

‘shad’ is tarah se aaj kiya us ne mujh ko ‘shad’

dekho to phuul ban ga.e khil kar kali se ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sitare Jab Kisi Mahtab Ka Qissa Sunate Hain

abdul-hamid

Ajib Shai Hai Ki Surat Badalti Jati Hai

gulzar

Koi Khamosh Zakhm Lagti Hai

Tere Sitam Ki Zamana Duhai Deta Hai

Udas Sham Ki Tanhaiyon Mein Jalta Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet