• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dusra ruKH Nahin Jis Ka Usi Taswir Ka Hai

Dusra ruKH Nahin Jis Ka Usi Taswir Ka Hai

poet

dusra ruḳh nahin jis ka usi tasvir ka hai

mas.ala bhule hue ḳhvab ki ta.abir ka hai

chand qadmon se ziyada nahin chalne paate

jis ko dekho vahi qaidi kisi zanjir ka hai

jo bhi karna hai faqat dil ki tasalli ke liye

vaqt tahrir ka hai aur na tadbir ka hai

tum mohabbat ka use naam bhi de lo lekin

ye to qissa kisi haari hui taqdir ka hai

ye jo chalne nahin paate tiri janib dar-asl

jaldi jaldi men kahin Dar hamen taḳhir ka hai

bilkul aise mujhe hasil hai himayat sab ki

har koi jaise taraf-dar yahan hiir ka hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

azra-naqvi

dastan-E-Zindagi Likhte Magar Rahne diya

anjum-rehbar

Waqt Barbaad Karti Rahti Hun

poet

Tera KHayal Tha Lafzon Mein Dhal Gaya Kaise

asif-ud-daula

Ye Ashk Chashmon Mein Hamdam Rahe Rahe Na Rahe

Duniya Ka Na Uqba Ka Koi Gham Nahin Sahte

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet