• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tanab-E-Zat Kisi Hath Mein Jami Hui Hai

Tanab-E-Zat Kisi Hath Mein Jami Hui Hai

tanab-e-zat kisi haath men jami hui hai

ki jaise vaqt ki dhaḌkan yahin ruki hui hai

tujhe rava nahin paigham vasl ke bhejen

lakir hijr ki jab haath par bani hui hai

har ik daraḌ badan ki numayan ho ga.i hai

kahani dard ki divar par likhi hui hai

yunhi to ḳhvab hamen dasht ke nahin aate

hamari aankh kahin ret men dabi hui hai

vo mere saath kisi da.ere men chal raha hai

ghaḌi ki tisri suui magar thami hui hai

vo shaḳhs faisla kar ke gaya nahin ta-hal

ki aane vaali qayamat abhi Tali hui hai

vo aa.ine men magan kuchh bhi dekhta nahin hai

main kya bata.un miri jaan par bani hui hai

badan men ishq bhi halkore le raha hai ‘zubair’

hamare samne rassi koi tani hui hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

meer-hasan

Hai dhyan Jo Apna Kahin Ai Mah-Jabin Aur

Shahr-E-Dil Phir Mera Viran Hua Jata Hai

Zara Dekhiye to Ghazab Dha Rahe Hain

Ghar Mein Rahte Hue Dar Lagta Hai

Aankhon Mein Tufan Bahut Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet