• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ghar Ka Rasta Jo Bhul Jata Hun

Ghar Ka Rasta Jo Bhul Jata Hun

ghar ka rasta jo bhuul jaata huun

kya bata.un kahan se aata huun

zehn men ḳhvab ke mahal ki tarah

ḳhud hi banta huun TuuT jaata huun

aaj bhi sham-e-gham! udaas na ho

maang kar main charagh laata huun

main to ai shahr ke hasin rasto

ghar se hi qatl ho ke aata huun

roz aati hai ek shaḳhs ki yaad

roz ik phuul toḌ laata huun

haa.e gahra.iyan un ankhon ki

baat karta huun Duub jaata huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHushk Patton Ki Tarah shaKHon Se Gir Jate Hain Hum

Shahr-E-Dil Phir Mera Viran Hua Jata Hai

adeem-hashmi

Fasle Aise Bhi Honge Ye Kabhi Socha Na Tha

Chahta Ye Hun Ki Benam-O-Nishan Ho Jaun

Nadi Se Koi Bhi Pyasa Na Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet