• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tamanna Thi Jo Aankhon Mein Wahi Lahje Mein Rakh Dena

Tamanna Thi Jo Aankhon Mein Wahi Lahje Mein Rakh Dena

tamanna thi jo ankhon men vahi lahje men rakh dena

main aa.uun to ummidon ka diya raste men rakh dena

sameToge kabhi chadar jo tum umr-e-gurezan ki

bas ik ḳhushbu bhara lahja mire hisse men rakh dena

sambhala hai jise dil ke nihan-ḳhanon men barson se

mohabbat ka vahi sikka mire kaase men rakh dena

chalo milte hain janmon ke kahin us paar taron men

vahan ik da.imi lamha mire mathe pe rakh dena

mohabbat ki hasin vaadi men tum Thahre na ham Thahre

ab in nargis ke phulon ko kahin raste men rakh dena

nahin likhna koi qissa miri nakam hasrat ka

bas ik TuuTa hua taara mire katbe men rakh dena

baha dena sabhi yaden kahin ja kar samundar men

nadamat ka bas ik moti kisi sajde men rakh dena

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mujh Pe Har Zulm Rawa Rakh Ki Main Jo Hun so Hun

Na-Shagufta Kaliyon Mein Shauq Hai Tabassum Ka

Aankhon Mein Saughat sameTe Apne Ghar Aate Hain

Ye Zamin KHwab Hai Aasman KHwab Hai

poet

Yun Baat Kisi Ki Hum Kab Yar uThate Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet