• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / taKHti Qalam Dawat Se Pahle Ki Baat Hai

taKHti Qalam Dawat Se Pahle Ki Baat Hai

taḳhti qalam davat se pahle ki baat hai

ye ishq ka.enat se pahle ki baat hai

sach hai ki main bhi pyaar ka munkir bana raha

haan haan ye teri zaat se pahle ki baat hai

ab to tire ghalat pe bhi amin kah diya

inkar teri baat se pahle ki baat hai

bas be-sabab furat pe ilzam aa gaya

ye pyaas to furat se pahle ki baat hai

kin ka dahan talash karen mil ke dosto

ye lafz shash-jahat se pahle ki baat hai

main naaz zindagi ke uThata raha baja

par ye miri vafat se pahle ki baat hai

ik karb-e-na-tamam se nikla to ro paḌa

meri ḳhushi najat se pahle ki baat hai

‘kazim’ tha ḳhauf rizq-e-suḳhan men kami na ho

ye ishq ki zakat se pahle ki baat hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Rang Le Kar Naya Udasi Ka

Bazm aaKHir Hui Shamon Ka Dhuan Baqi Hai

nasir-kazmi

Gae dinon Ka Suragh Le Kar Kidhar Se Aaya Kidhar Gaya Wo

KHala Sa Thahra Hua Hai Ye Chaar-Su Kaisa

Raste Mein to KHatraat Ki Sun-Gun Bhi Bahut Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet