• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kuchh to Is Dil Ko Saza Di Jae

Kuchh to Is Dil Ko Saza Di Jae

kuchh to is dil ko saza di jaa.e

us ki tasvir haTa di jaa.e

DhunDne men bhi maza aata hai

koi shai rakh ke bhula di jaa.e

naam likh likh ke tira kaghaz par

raushna.i bhi gira di jaa.e

naav kaghaz ki bana kar us ko

bahte paani men baha di jaa.e

raat ko chupke se ik ik ghar ki

kyuun na zanjir laga di jaa.e

niind men chaunk paḌega koi

aao us dar pe sada di jaa.e

aḳhiri saans mahak ja.egi

us ke daman ki hava di jaa.e

sab ke sab yaad chale aate hain

aaj kis kis ko dua di jaa.e

‘alvi’ hotel men Thahar sakta hai

kyuun use ghar men jagah di jaa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

firaq-gorakhpuri

Karte Nahin Kuchh To Kaam Karna Kya Aae

Andhere Ghar Mein Charaghon Se Kuchh Na Kaam Liya

zafar-iqbal

Bas Ek Bar Kisi Ne Gale Lagaya Tha

Jo Jaan Se Hai Aziz Use Tu Juda Bhi Rakh

poet

Jarrah Ke Samne Khola Phoda

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet