• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Takhliq

Takhliq

ahmad-faraz

dard ki aag bujha do ki abhi vaqt nahin

zakhm-e-dil jaag sake nashtar-e-gham raqs kare

jo bhi sanson men ghula hai use uryan na karo

chup bhi shola hai magar koi na ilzam dhare

aise ilzam ki khud apne tarashe hue but

jazba-e-kavish-e-khaliq ko nigun-sar karen

mu-qalam halqa-e-abru ko bana de khanjar

lafz nauhon men raqam madh-e-rukh-e-yar karen

raqs-e-mina se uthe naghma-e-raqs-e-bismil

saaz khud apne mughanni ko gunahgar karen

marham-e-ashk nahin zakhm-e-talab ka chara

khuun bhi roo.ge to kis khaak ki saj-dhaj hogi

kanpte hathon se tuuti hui buniyadon par

jo bhi divar uthaoge vahi kaj hogi

koi patthar ho ki naghma koi paikar ho ki rang

jo bhi tasvir banaoge apahaj hogi

Filed Under: Nazm Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aab-Dar-Ab Mere Sath Safar Karte Hain

Lahu Mein Tar Hai Zamane Ka intiKHab Wajud

Ab Aap Kah Rahe Hain Ki Chehra Udas Hai

imam-bakhsh-nasikh

Mera Sina Hai Mashriq Aaftab-E-dagh-E-Hijran Ka

nida-fazli

Chhoti Si Shopping

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet