• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / taDapte Dil Ko Kafi Hai Bas Itna Wahima Rakhna

taDapte Dil Ko Kafi Hai Bas Itna Wahima Rakhna

taḌapte dil ko kaafi hai bas itna vahima rakhna

bichhaḌne vaala lauTega hamesha hausla rakhna

chale ja.enge ham bhi dosto duniya-e-fani se

faqat itni guzarish hai dua ka silsila rakhna

ki ham bad-baḳht logon men bas ik ye hi bura.i hai

dua.en der se lagti hain jaani hausla rakhna

tumhen ḳhushiyan mubarak hon hamare gham ziyada hain

tumhen talqin hai utni ki ham se fasla rakhna

ki paani jitna gadla ho bujha deta hai atish ko

hamare jaison se bhi yaar thoḌa vasta rakhna

bichhaḌ kar tum kahin milna to hans kar baat kar lena

ba-juz is ke nahin koi hamen bhi rabta rakhna

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ismail-merathi

Ai Be-Khabari Ki Nind Sone Walo

Husn Un Ka Apne Zauq-E-Did Mein Pata Hun Main

KHwab-E-Didar Na Dekha Humne

abid-malik

Ye Kar-e-Khair Hai Isko Na Kar-e-Bad Samho

Mera KHud Se Milne Ko Ji Chahta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet