• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sohbat-E-Ghair Mun Jaya Na Karo

Sohbat-E-Ghair Mun Jaya Na Karo

wali-mohammad-wali

sohbat-e-ghair muun jaaya na karo

dard-mandan kuun kudhaya na karo

haq-parasti ka agar daava hai

be-gunahan kuun sataya na karo

apni khubi ke agar talib ho

apne talib kuun jalaya na karo

hai agar khatir-e-ushshaq aziiz

ghair kuun dars dikhaya na karo

mujh ko turshi ka hai parhez sanam

chin-e-abru kuun dikhaya na karo

dil kuun hoti hai sajan betabi

zulf kuun haath lagaya na karo

nigah-e-talkh suun apni zalim

zahr ka jaam pilaya na karo

ham kuun bardasht nahin ghusse ki

be-sabab ghusse men aaya na karo

pak-bazan men hai mashhur ‘vali’

us suun chehre kuun chhupaya na karo

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aql daKHil Ho Gai Hai Wahm Ke Maidan Mein

Uski Nazar Ka Mujh Pe Kuchh Aisa Asar Hua

Zindagi Se Thaki Thaki Ho Kya

Dip Andhon Ke Darmiyan Hoga

Phir Gulab Ki shaKHen Saj Gain Qarinon Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet